PRINCE BOYS HOSTEL is a well-established boys hostel located in Rawalpindi, offering comfortable accommodation for students and working professionals . With 9 rooms across 3 floors, we provide a variety of options to suit different preferences and budgets starting from PKR 1/month.
Prince Boys Hostel 6rod Satellite Town Rawalpindi. 1 - Nice Environment 2 - Great Management 3 - Nice Food 4 - 24/7 Open 5 - Laundry 6 - Internet 7 - Cleaning 8 - Clean Room with Beds 9 - Clean Washroom 10 - Home Like Environment 11 - For Students and Job Holders Apply Now Admissions Open Hostel Rules & Important Instructions Room khali karne ki surat mein Rehishi ko kam az kam 10 din pehle hostel administration ko zaroor batana hoga. Baghair bataye jane ki surat mein 1 month ka charge lagaya jayega. Security Deposit Hostel chhorne ki surat mein security deposit tabhi wapas milega jab room saaf, theek aur baghair kisi nuqsan ke handover kiya jaye. Jummah ke din khane ka time Jummah wale din khana Jummah ki namaz ke foran baad aadha ghanta tak diya jayega. Daily Khane ka Time Rozana khane ke time muqarrar hain. Time miss karne par khana dobara serve nahi kiya jayega. Mehmaan Lane ka Qanoon Apne mehmaan ko room mein lane se pehle office mein mehmaan ki entry karwana lazmi hai. Entry baghair mehmaan lane par Rs. 200 jurmana hoga. Bad Ikhlaqi ya Shore Sharabe ki Manaahi Hostel mein badtameezi, larai jhagra ya zyada shore sharaba bilkul manaa hai. Bar bar rule todne par rehayi cancel ki ja sakti hai. Bijli aur Pani ka Istemaal Bijli aur pani ka fazool istemaal na karein. Heater, iron, hair dryer ya heavy electronics ijazat baghair istemaal karna manaa hai. Gate Band Hone ka Time Raat 08:00 se 09:00 tak gate band ho jata hai. Is ke baad aanay jaane ke liye warden ki permission zaroori hai. Safai Sutraayi Rehishi apne room ki safai ka khud zimmedar hoga. Kachra sirf muqarrar jagah par hi phenka jaye. Best Boys Hostel in Rawalpindi " PRINCE BOYS HOSTEL"
Location: Satellite Town, Rawalpindi. Address: D-471, O Block, Satellite Town, 6th Road, Rawalpindi.
Find the perfect accommodation for your needs
Featured hostel
Add the area to narrow it down.